Rashid Ansari
Hi readers i am Rashid form Kopaganj Mau I am a bca student study in Lucknow..I like friendship and natural touch i like nature very much and also like Greenery and Bike riding Biking all type of Physical sports,,Computers..chatting... Net-surfing..
IDEAL DIGITAL LAB KOPAGANJ
Wednesday, September 12, 2012
Friday, August 10, 2012
KOPAGNAJ
![]() |
rashid ansari kopaganj |
![]() |
aafreen kopaganj |
![]() |
AAFREEN KOPAGANJ |
![]() |
AAFREEN KOPAGANJ |
KOPAGANJ MAU 275305 |
![]() |
RASHID ANSARI KOPAGANJ |
Wednesday, April 18, 2012
G.K. UPDATE..
Horse remains are found at which Harappan sites ?
Ans : Surkotada and Kalibangan
Ans : Surkotada and Kalibangan
Monday, April 16, 2012
Lovely Shayri
Chiraago se agar Andhere Door hote,
to chandani ki Chaahat kise hoti ,
Kat sakati agar ye jindagee Tanha,
To Sachche pyaar ki Chaahat kise hoti.
"Wo Dil hi Kya Jo kisi ko yaad Na Kre,
Tujhe Bhul Jau main Khuda Na Kre,
Rhegi Teri Dosti Meri Zindgi Bankar,
Ye Baat Or Hai ki Zindgi Na rhe"...
Kahi Subah To Kahi Sham Hogi,
Meri Har Kushi Dosti Ki Nam Hogi,
Kuch Mang Ke To Dekho Dost,
Hontho Pe Hasi Aur Hatheli Pe Jaan Hogi
to chandani ki Chaahat kise hoti ,
Kat sakati agar ye jindagee Tanha,
To Sachche pyaar ki Chaahat kise hoti.
"Wo Dil hi Kya Jo kisi ko yaad Na Kre,
Tujhe Bhul Jau main Khuda Na Kre,
Rhegi Teri Dosti Meri Zindgi Bankar,
Ye Baat Or Hai ki Zindgi Na rhe"...
Kahi Subah To Kahi Sham Hogi,
Meri Har Kushi Dosti Ki Nam Hogi,
Kuch Mang Ke To Dekho Dost,
Hontho Pe Hasi Aur Hatheli Pe Jaan Hogi
Wo yaad nai karte, hum bhula nai sakte. Wo has nhi sakte, hum rula nai sakte. Hai dosti itni khubsurat hamari,ki Wo bata nai sakte or hum jata nai sakte |
Beautiful Shayri
Meri barbadi par koi malal na karna,
Bhul jana mera khyal na karna.
Teri khushi ke liye qafan odh lenge,
Par meri laash se koi sawal na karna.
Bhul jana mera khyal na karna.
Teri khushi ke liye qafan odh lenge,
Par meri laash se koi sawal na karna.
Jab tanhai me aapki yaad aati hai, Hontho pe ek hi fariyad aati hai... Khuda aapko har khushi de, Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai..
|
Wo ek chehra hm har kahin talaash krte h.
Zinda to hai magar zindgi talaash krte h.
Koi Q bhol jata h hme apna bnaakar,
Hm khud me wo kami talash krte h..
Friday, March 2, 2012
Subscribe to:
Posts (Atom)